People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Banke Mehmaan Ghar Aaye
Singer: Geeta Dutt
Lyricist: Prem Dhawan
Tag: Hindi
Video:
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre

radhika ke shyam aaye
radhika ke shyam aaye janki ke ram aaye
pura huaa yug yug ka aaj vardan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre

aaj ghar aaye piya mangal gaao re mangal gaao re
aaj nahi bas mein jiya raas rachao re
pura huaa yug yug ka aaj vardan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre

aaj mit aaye giit gao re suhag ke
ho geet gao re suhag ke
main piya ki holi aaj khelo khelo khak ke
pura huaa yug yug ka aaj vardan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
banke mehman ghar aaye bhagvan re
aarti utaar nain bavre aarti utaar nain bavre
Sapera Been Bajaye
Lyricist: Prem Dhawan
Tag: Hindi
Video:
sapera been bajaye gayo
nagan ko mast banaye gayo
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka

sun sun dhun jiya so bal khaye re
nas nas bas gayi peed kaisi haye re
kaha bhi na jaye kuch raha bhi na jaye re
raha bhi na jaye re
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka

khichi chali aayi teri jadu bhari tan se
aaya teri nagri me bade arman se
lut liya tune ek mithi muskan se
mithi muskan se mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka

sapera been bajaye gayo
nagan ko mast banaye gayo
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka sapera been bajaye gayo
nagan ko mast banaye gayo
mai to baithi hu dil ko har
teer tore nayanan ka laga jigarwa ke par
teer tore nayanan ka
Saare Jag Se Nain
Lyricist: Prem Dhawan
Tag: Hindi
Video:
sare jag se nain churakar
ho gayi sajan tori mai ho gayi sajan tori
dil se dil jab mil gaya gori
dunia se kya chori ho dunia se kya chori

taro ki barat aayi or chanda ki doli
taro ki barat aayi or chanda ki doli
laz ka ghunghat leke sajan
sang tumhare ho li ho sang tumhare ho li
jiwan bhar na tute teri meri preet ki jodi
dil se dil jab mil gaya gori
dunia se kya chori ho dunia se kya chori
sare jag se nain churakar
ho gayi sajan tori mai ho gayi sajan tori
dil se dil jab mil gaya gori
dunia se kya chori ho dunia se kya chori

joda preet ka nata
tod ke sare jag ki rashme
joda preet ka nata tod ke sare jag ki rashme
aisa jadu dala ho gayi nagan tere bas me
ho nagan tere bas me
aisa jadu dala ho gayi nagan tere bas me
ho nagan tere bas me
tham liya ab hath tumhare
laz nibhayiyo mori
dil se dil jab mil gaya gori
dunia se kya chori ho dunia se kya chori
sare jag se nain churakar
ho gayi sajan tori mai ho gayi sajan tori
dil se dil jab mil gaya gori
dunia se kya chori ho dunia se kya chori
O Naar Albeli Na Jayiyo
Singer: Geeta dutt
Lyricist: Prem Dhawan
Tag: Hindi
Video:
o naar albeli na jaiyo ri akeli
tu jamuna kinare aah ji
aah ji aah ji aah ji
aah ji aah ji aah ji
rut aai mastani hui diwani
dil piya milan ko chahave
ho aah ji aah ji aah ji
o naar albeli na jaiyo ri akeli
tu jamuna kinare aah ji
aah ji aah ji aah ji

udi udi jaye mori dhani chunariya
lagi re kiski najariya
lagi re kiski najariya
gir gir jaye mere sar se gagariya
aake sambhalo sawariya
aake sambhalo sawariya
karke singar leke naino mein pyar
main to aai hun tohari nagariya
ho aah ji aah ji aah ji
o naar albeli na jaiyo ri akeli
tu jamuna kinare aah ji
aah ji aah ji aah ji

thantha thantha pani hai gahari gahari nadiya
kaise bharun main gagariya
kaise bharun main gagariya
kahi kisi jaal mein mithi mithi chaal
na aan fase dil ki machhariya
na aan fase dil ki machhariya
main albeli na janu ye paheli
meri to bali umariya
ho aah ji aah ji aah ji
o naar albeli na jaiyo ri akeli
tu jamuna kinare aah ji
aah ji aah ji aah ji